The Hidden HINDU
कि रुद्राक्ष की माला में भी मैं हूं,
कृपाण, कटार और भाला में भी मैं हूं श्वेत भी हूं और शुद्ध भी में हूं
विरुद्ध हो मेरे तो युद्ध भी मैं हूं
इतिहास में बहा आंसू और खून भी मैं हूं
अब जो कह कर तुम्हें मिलेगा वह सुकून भी मैं हूं
कि इस धरती का मैं केंद्र बिंदु हूं
प्रणाम मैं हिंदू हूं
चिता की अग्नि गंगा का पानी कब्र की मिट्टी और लोबान भी मैं हूं
पीर फकीर अली बली सियावर राम का हनुमान भी मैं हूं
भोला हूं सरल भी तुम्हारा मित्र भी मैं हूं
घोल भी दूं तुमको और घुल भी जाऊं तुममे कुछ ऐसा चरित्र भी मैं हूं
इस धरती का मैं केंद्र बिंदु हूं प्रणाम मैं हिंदू हूं
प्रणाम का भाव भी मैं हूं
आक्रमण का घाव भी मैं हूं
सहनशील और शांत भी मैं हूं
देवभूमि भारत का हर प्रांत भी मैं हू
शक्ति भक्ति और ना थकती क्रांति भी मैं हूं
तूफान हूं और तूफान से पहले की शांति भी मैं हूं
इस धरती का मै केंद्र बिंदु हूं
प्रणाम मैं हिंदू हूं
Rudraksh ki mala mein bhi main Hun, kripan Katar aur Bhala mein bhi main Hun, shwet bhi hun aur shuddh bhi main Hun, viruddh ho mere to yuddh bhi main Hun, itihaas mein Baha aansu aur khoon bhi main Hun,
ab Jo kah kar tumhen milega vah sukun bhi main Hun,
ki is Dharti ka main Kendra Bindu hun, pranam main Hindu hun,
chinta ki Agni Ganga ka Pani Kabra ki mitti aur loban bhi main Hun,
peer fakir Ali wali siyavar Ram ka Hanuman bhi main Hun,
Bhola hun saral bhi tumhara Mitra bhi main Hun
ghol bhi dun tumko aur ghul bhi jaaun Tum mein kuchh Aisa Charitra bhi main Hun,
is Dharti ka main Kendra Bindu hun
pranam main Hindu hun,
pranam ka bhav bhi main Hun,
aakraman ka ghav bhi main hun,
sahanshil sthir aur shant bhi main Hun, devbhumi Bharat ka har prant bhi main Hun Shakti bhakti aur na thakti Kranti bhi main Hun,
tufan hun aur tufan se pahle ki Shanti bhi main Hun,
is Dharti ka main Kendra Bindu hun, pranam main Hindu hun,
Comments
Post a Comment